ಇದು ಕನಸುಗಳ ಬೆಂಬತ್ತಿದ ನಡಿಗೆ‍

ಅವಧಿ AVADHI

ಇದು ಕನಸುಗಳ ಬೆಂಬತ್ತಿದ ನಡಿಗೆ...

’ಮತ್ತೆ ಅಪರಿಚಿತರಾಗಿಬಿಡೋಣ ನಾವಿಬ್ಬರೂ…’ – ಒಂದು ಮರೆಯದ ಹಾಡು

ಗುಮ್‌ರಾಹ್ ಚಿತ್ರದ ಒಂದು ಮರೆಯದ ಹಾಡು

ಹಾಡಿನ ಸಾಹಿತ್ಯ, ಹಾಡು ಎರಡೂ ಇಲ್ಲಿದೆ…


chalo ek bar phir se, ajnabee ban jaye ham dono
naa mai tumse koyee ummid rakhu dilnavajee kee
naa tum meree taraf dekho, galat andaz najaro se
naa mere dil kee dhadkan ladkhadaye meree baton me
naa jahir ho tumharee kashmkash kaa raj najaro se
chalo ek bar phir se………
 
tumhe bhee koyee uljhan rokatee hai peshkadmee se
mujhe bhee log kehte hain, kee yeh jalve paraye hain
mere hamrah bhee rusvaiya hain mere majhee kee –
tumhare sath bhee gujaree huyee rato ke saye hain
chalo ek bar phir se………
 
tarruf rog ho jaye toh usako bhulna behtar
talluk bojh ban jaye toh usako todna achchha
woh afsana jise anjam tak lana naa ho mumkin
use ek khubsurat mod dekar chhodna achchha
chalo ek bar phir se………

ಹಾಡು ನೋಡಲು ಇಲ್ಲಿ ಕ್ಲಿಕ್ಕಿಸಿ :

‍ಲೇಖಕರು avadhi

27 May, 2013

3 Comments

  1. narayan raichur

    omme parichitaroo anta aadaamele APRICHITARAGODU hege !!!-Waah !! ee concept-ay vismayakara ;
    Uttama sahitya – olleya geete – raaga samyojane- sogasada haadugarike – Dinavannu aarambhisalu idakint uttamavadaddu innenu beku !! good!!
    Narayan Raichur

  2. roopa

    Ee haadu kannada magazinenalli haako avashyakathe itte? Lyric adbhutha. Adralli eradu maathilla. Aadruu….

  3. vijay hugar

    ಇನ್ನೊಮ್ಮೆ ನಿನ್ನ ಪಾಲಿಗೆ ಹೊಸಬನಾಗುವ ಆಸೆ…..!

Pin It on Pinterest

Share This

Discover more from ಅವಧಿ । AVADHI

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading